SONG: Zara Kareeb Aa - जरा करीब आ

Zara Kareeb Aa - जरा करीब आ

LYRICS:
halka halka suroor hai aankho mein kuch fitoor hai yaara tera sath chahiye lamha lamha jagke jee le mere saath mein ek mukm’mal raat chahiye ye jo suroor vase hai yehi chahto ki fasal hai chalak raha hai pyar se ye dil bhara bhara zara zara zara zara qareeb aa zara zara zara zara zara zara qareeb aa… main sooraj hoon dhoop ka tu saaye ki jheel hai khudme mujhe utar le main tera hee wajood hoon tujme main maujud hoon saath mujhe tu gujar le aaja meri baaho mein bhar loo tujko saanso mein zindagi main bana loon tujhe ye jo suroor vase hai yehi chahto ki fasal hai chalak raha hai pyar se ye dil bhara bhara zara zara zara zara qareeb aa zara zara zara zara zara zara qareeb aa…