SONG: Zami Aasma Jab Hai Dushman Hamare - ज़मीं आसमां जब हैं दुश्मन हमारे

Zami Aasma Jab Hai Dushman Hamare - ज़मीं आसमां जब हैं दुश्मन हमारे

LYRICS:
sitam ki aandhiyo se jal rahe hai mere dil me gham ke daag bachau haye kaise bujh raha hai ulfat ka charag zami aasma jab hai dushman humare kare kisse shikwa mohabbat ke maare zami aasma jab hai dushman humare kare kisse shikwa mohabbat ke maare bujhi ja rahi hai sama zindagi ki kabhi na mite aise duniya kisi ki duniya kisi ki kahin se bhi humko mile na sahare kare kisse shikwa mohabbat ke maare zami aasma jab hai dushman humare kare kisse shikwa mohabbat ke maare meri bekashi ka na puchho fasana jalega mere samne aashiyana mera aashiyana mujhe dekhenge honge ye bhi nazare kare kisse shikwa mohabbat ke maare zami aasma jab hai dushman humare kare kisse shikwa mohabbat ke maare