SONG: Zameen Pe Aashiqui - ज़मीन पे आशिकी फलक पे जैसे आफ़ताब रहते है

Zameen Pe Aashiqui - ज़मीन पे आशिकी फलक पे जैसे आफ़ताब रहते है

LYRICS:
zameen pe aashiki falak pe jaise aaftab rehte hai zameen pe aashiki falak pe jaise aaftab rehte hai tumhare noor ko is jaha ka mahtab kehte hai zameen pe aashiki bani ho kanch ki ya sangemarmar ki koi tabir ho tum bani ho kanch ki ya sangemarmar ki koi tabir ho tum zamana tumhe jo dekhe, tum kya jaano ham kaise sehte hai zameen pe aashiki falak pe jaise aaftab rehte hai zameen pe aashiki khuda ka husn tumhe khuda ka husn tumhe aur ye jo mila hai karam hamko khuda ka husn tumhe aur ye jo mila hai karam hamko jabse aayi ho tum aasmaan me ham to tabse rehte hai zameen pe aashiki falak pe jaise aaftab rehte hai tumhare noor ko is jaha ka mahtab kehte hai zameen pe aashiki