SONG: Zameen Bhi Chup Hai, Aasmaan Bhi Chup Hai - ज़मीं भी चुप है, आसमाँ भी चुप है

Zameen Bhi Chup Hai, Aasmaan Bhi Chup Hai - ज़मीं भी चुप है, आसमाँ भी चुप है

LYRICS:
zameen bhi chup hai aasmaan bhi chup hai kisi ki duniya ujad rahi hai bata ai maalik ye kaisi qismat jo bante-bante bigad rahi hai maasum dil ki haan pe na keh diya kisi ne aur bas isi bahane gham de diya kisi ne baad-e-saba jo aayi aur phul muskaraye, phul muskaraye baad-e-saba jo aayi aur phul muskaraye, phul muskaraye sahala ke zakhm mere bahala diya kisi ne aur bas isi bahane gam de diya kisi ne maalum kya tha hamko hai raj-o-gam ki duniyaa raj-o-gam ki duniyaa maalum kyaa thaa hamako hai ranj-o-gham ki duniya ranj-o-gham ki duniya sau-sau sitam uthaye do din ki zindagi mein aur bas isi bahane gam de diya kisi ne maasum dil ki haan pe na keh diya kisi ne