SONG: Zameen Badli Falak Badla

Zameen Badli Falak Badla

LYRICS:
zameen badli falak badla jahan ka har basar badla na badla aaj tak majnu na badli ab talak laila haay mohbbat na badli na badlegi chahe badle sara jamana jamana ji haay mohbbat na badli na badlegi chahe badle sara jamana jamana jamana jamana ji ae jamana ji oh jamana ji mohbbat na badli na badlegi chahe badle sara jamana jamana ji mere majar par phoolo ko kyu chadate ho dabe hue ko bhala aur kyu dabate ho ye keh ke ro diya haay kya zamana tha jidhar mai dekh lu wo hi mera diwana tha wahi hai teer mera aur wahi nishana hai wo sab badal gaye mera wahi fasana hai haay kya mohbbat na badli na badlegi chahe badle sara jamana jamana ji haay mohbbat na badli na badlegi chahe badle sara jamana jamana ji mohbbat na badli na badlegi chahe badle sara jamana jamana ji mohbbat na badli na badlegi chahe badle sara jamana jamana ji mohbbat na badli na badlegi chahe badle sara jamana jamana ji