SONG: Zamane Se Nirala Hai Meri Ulfat Ka Afsana - ज़माने से निराला है मेरी उल्फत का अफसाना

Zamane Se Nirala Hai Meri Ulfat Ka Afsana - ज़माने से निराला है मेरी उल्फत का अफसाना

LYRICS:
zamane se nirala hai meri ulfat ka afsana meri ulfat ka afsana bulati hai shama ye kyu nahi aata hai parwana nahi aata hai parwana ye kaisa pyar hai kaisi mohabbat kaisi chahat hai ye kaisa pyar hai kaisi mohabbat kaisi chahat hai surahi kaisi aati hai surahi kaisi aati hai ke cha jata hai paymana ke cha jata hai paymana zamane se nirala hai meri ulfat ka afsana meri ulfat ka afsana kisi din wo bhi dekhenge asar darde mohabbat ka kisi din wo bhi dekhenge asar darde mohabbat ka rahenge kab talak wo apne diwane se begana rahenge kab talak wo apne diwane se begana apne diwane se begana zamane se nirala hai meri ulfat ka afsana meri ulfat ka afsana zara dekho zara samjho ishare dil ki dhadkan ke zara dekho zara samjho ishare dil ki dhadkan ke ye armano bhare dil hain ye armano bhare dil hain suhana hai ke diwana suhana hai ke diwana zamane se nirala hai meri ulfat ka afsana meri ulfat ka afsana