SONG: Zamane Ne Mare Jawa (Part-2) - ज़माने ने मारे जवा

Zamane Ne Mare Jawa (Part-2) - ज़माने ने मारे जवा

LYRICS:
thi aabad jinse chaman ki gali thi aabad jinse chaman ki gali wo lekar gaye khawab ki har kali mile khakh me gulsita kaise kaise zamane ne mare jawa kaise kaise zami kha gayi aasma kaise kaise zamane ne mare jawa kaise kaise lahu banke bahne de aansu tamam ke hoga inhi se baharo ka naam banege abhi aashiya kaise kaise zamane ne mare jawa kaise kaise zami kha gayi aasma kaise kaise zamane ne mare jawa kaise kaise