SONG: Zamane Badalte Ja Raha Hai - ज़माने बदलते जा रहा है

Zamane Badalte Ja Raha Hai - ज़माने बदलते जा रहा है

LYRICS:
badalta ja raha hain din b bin naksha zamane ka irada to nahi malik kahi duniya mitane ka badalta ja raha hain wo teri raah me sab kuch lutaye khaye wo thokar vadi khushiya manaye aur neki kaate din ro kar tamasha kaisa ye tera hansane ka rulane ka hansane ka rulane ka badalta ja raha hain hain aankho me tere jalwe juba pe allah ho akbar hain teri yaad dil me shikwa na fariyad hain lab par tera maksad hain kya malik inhe ye din dikhane ka inhe ye din dikhane ka badalta ja raha hain badalta ja raha hain din b bin naksha zamane ka iraada to nahi malik kahi duniya mitane ka badalta ja raha hain