SONG: Zamana Jo Ankhe Dikhata Hai Tujhko - ज़माना जो आँखें दिखाता है तुझको

Zamana Jo Ankhe Dikhata Hai Tujhko - ज़माना जो आँखें दिखाता है तुझको

LYRICS:
zamana jo aankhe dikhata hai tujhko zamane ko aankhe dikhaye chala chal isi me teri shan hai ae musaafir kadam apna aage badhaye chala chal chala chal musafir, kinare kinare kinare kinare prabhu ke bharose prabhu ke bharose, prabhu ke sahare kinare kinare, kinare kinare abhi se na chhod apna tu dil musafir abhi dur hai teri manzil musafir usi ki hai manzil jo usi ki hai manzil jo, himmat na haare kinare kinare, kinare kinare chala chal musafir kinare kinare tera kaam chalna hai rukna nahi hai jhukana hai duniya ko jhukna nahi hai zamane jhuke sar ko zamane jhuke sar ko, thokar na maare kinare kinare, kinare kinare hua hai kisi ka na hoga zamana tere hath hai apni bigdi banana na chhod apni kashti na chhod apni kashti, kisi ke sahare kinare kinare