SONG: Zamana Badal Gaya - जमाना बदल गया

Zamana Badal Gaya - जमाना बदल गया

LYRICS:
modern duniya modern zamana bhool jao mardon kissa purana hitler shahi ab na chlegi daal tumhari ab na galegi dhum pa chikum... pehle chandi ka sikka chalta tha pehle chandi ka sikka chalta tha ab chal gya jaliya note zamana badal gaya ab chal gya jaliya note zamana badal gaya pehle bhaiya se bhabhi darti thi pehle bhaiya se bhabhi darti thi ab bhaiya ji dariye aap zamana badal gaya ab bhaiya ji dariye aap zamana badal gaya ab bhaiya ji dariye aap zamana badal gaya naari nahi ab paaon ki jutti bol rahi hai ab iski tooti deni hogi ab isko salami ab na karegi teri gulami pehle papa se mummy darti thi pehle papa se mummy darti thi ab papa ji, ab papa ji dariye aap zamana badal gaya ab papa ji, ab papa ji dariye aap zamana badal gaya ghoongat ke andar chehra chhipa ke isko rakha tha servant banake ye maalkin ab banke rahegi torture tumhara ab na sahegi pehle dada se daadi darti thi pehle dada se daadi darti thi ab dada ji aajh ab dada ji dariye aap zamana badal gaya ab dada ji aajh ab dada ji dariye aap zamana badal gaya ab papa ji mere papa ji areh bhaiya ji oye hoye dada ji dariye aap zamana badal gaya