SONG: Zalim Zulm Na Kar Abhi Sambhal Ja - जालिम जालिम न कर अभी संभल जा

Zalim Zulm Na Kar Abhi Sambhal Ja - जालिम जालिम न कर अभी संभल जा

LYRICS:
jalim jalim jalim jalim julm na kar abhi sambhal ja neki me dhal ja jindagi hai kam jalim julm na kar abhi sambhal ja neki me dhal ja jindagi hai kam pyar ki samma jara dil me jala le aayega jine ka maja pyar ki samma jara dil me jala le aayega jine ka maja gairo ko bhi tu apna bana le payega jine ka maja jalim julm na kar abhi sambhal ja neki me dhal ja jindagi hai kam aaj tera hai kal mera jamana dhoop chaanv yaha aaj ter hai kal mera jamana dhoop chaanv yaha kaun raha hai sada kaun rahega ye to samjh nadan jalim julm na kar abhi sambhal ja neki me dhal ja jindagi hai kam ye jahan ek jhumta ghulshan phul khila le chahe tu ye jahan ek jhumta ghulshan phul khila le chahe tu acha bura sab hath hai tere khoon baha le chahe tu jalim julm na kar abhi sambhal ja neki me dhal ja jindagi hai kam jalim