SONG: Zalim Ye Zamane Wale Jab Dard Uthaye - ज़ालिम ये ज़मानें वाले जब दर्द उठाये

Zalim Ye Zamane Wale Jab Dard Uthaye - ज़ालिम ये ज़मानें वाले जब दर्द उठाये

LYRICS:
zalim ye zamane wale is dil ka tadapna kya jane jab dard uthe jab dard uthe, dil me to aansu na bahana jab dard uthe, dil me to aansu na bahana royegi to, hans dega ye bedard zamana, bedard zamana jab dard uthe duniya me tera, koi bhi humdard nahi hai tuta hua tuta hua dil apna, kisi ko na dikhana tuta hua dil apna, kisi ko na dikhana royegi to, hans dega ye bedard zamana, bedard zamana jab dard uthe taqdeer ne armano me, wo aag lagayi mushkil hai mushkil hai jise, ae dile nashad bujhana mushkil hai jise, ae dile nashad bujhana royegi tu, hans dega ye bedard zamana, bedard zamana jab dard uthe jab dard uthe, dil me to aansu na bahana jab dard uthe, dil me to aansu na bahana royegi to, hans dega ye bedard zamana, bedard zamana jab dard uthe