SONG: Zalim Teri Ada Mere Dil

Zalim Teri Ada Mere Dil

LYRICS:
zalim, zalim zalim zalim zulm na kar abhi sambhal ja zindgi hai kam zalim zulm na kar abhi sambhal ja zindgi hai kam pyaar ki shama zara dil me jala le aayega jeene ka maza pyaar ki shama zara dil me jala le aayega jeene ka maza gairo ko bhi tu apna bana le payega jeene ka maza zalim zulm na kar abhi sambhal ja zindgi hai kam aaj tera kal mera zamana dhoop chhaav yahan aaj tera kal mera zamana dhoop chhaav yahan kaun rha hai sada kaun rahega ye to samjh nadaan zalim zulm na kar abhi sambhal ja zindgi hai kam ye jahan ek jhumta gulshan phool khila le chhahe tu ye jahan ek jhumta gulshan phool khila le chhahe tu accha bura sab hath hai tere khoon baha le chahe tu zalim zulm na kar abhi sambhal ja zindgi hai kam zalim