SONG: Zakhmi Hai Pao Mere Manzil Bhi Dur Hai - ज़ख़्मी है पाँव मेरे मंजिल भी दूर है

Zakhmi Hai Pao Mere Manzil Bhi Dur Hai - ज़ख़्मी है पाँव मेरे मंजिल भी दूर है

LYRICS:
zakhmi hai paav mere manjil bhi dur hai teri khushi ke liye ye bhi manjur hai zakhmi hai paav mere manjil bhi dur hai teri khushi ke liye ye bhi manjur hai zakhmi hai paav mere teri kasam hai mera koi kasur nahi teri kasam hai mera koi kasur nahi koi kasur nahi fir bhi ye samjha maine mera kasur hai teri khushi ke liye ye bhi manjur hai jakhmi hai paav mere aur to koi meri aisi khata nahi aur to koi meri aisi khata nahi aisi khata nahi chaha tha maine tumhe itna jarur hai teri khushi ke liye ye bhi manjur hai jakhmi hai paav mere hark na lana kabhi meri wafa pe hark na lana kabhi meri wafa pe meri wafa pe itni si arz meri tere huzur hai teri khushi ke liye ye bhi manjur hai jakhmi hai paav mere manjil bhi dur hai teri khushi ke liye ye bhi manjur hai jakhmi hai paav mere