SONG: Zabaan Na Kholna, Ji Kuchh Na Bolna - जबान ना खोलना जी कुछ ना बोलना

Zabaan Na Kholna, Ji Kuchh Na Bolna - जबान ना खोलना जी कुछ ना बोलना

LYRICS:
zabaan na kholna ji kuchh na bolna na tum kaho na ham kahe koi fasana zabaan na kholna ji kuchh na bolna na tum kaho na ham kahe koi fasana zabaan na kholna wafa ka dushman hai jindgi ka jo muskurao to aag bhar de dikhao kisko ye sidha rasta wahi jal ke khak kar de zabaan na kholna ji kuchh na bolna na tum kaho na ham kahe koi fasana zabaan na kholna aakash mein andhera hai raat bhar ka subah bhi hogi ye jante hai jafa ke pahlu mein muskurake wafa hogi ye mante hai zabaan na kholna ji kuchh na bolna na tum kaho na ham kahe koi fasana zabaan na kholna jo aaj ?? bajke wo kal jami ko karega sajda uthega ek din yakin hai dil ko jaha ki aankho se kala parda zabaan na kholna ji kuchh na bolna na tum kaho na ham kahe koi fasana zabaan na kholna ji kuchh na bolna na tum kaho na ham kahe koi fasana zabaan na kholna