SONG: Zaalim Teri Aankhon Ne Kyaa Chiz Pilaa Di Hai - ज़ालिम तेरी आँखों ने क्या चीज़ पिला दी है

Zaalim Teri Aankhon Ne Kyaa Chiz Pilaa Di Hai - ज़ालिम तेरी आँखों ने क्या चीज़ पिला दी है

LYRICS:
zalim teri ankho ne kya cheez pila di hai zalim teri ankho ne kya cheez pila di hai ulfat ke siva sari duniya hi bhula di hai bas ek nazar dekha aur loot liya dil ko bas ek nazar dekha aur loot liya dil ko lutkar bhi mere dil ne khush hoke dua di hai jab se tujhe dekha hai kuch hosh nahi mujhko jab se tujhe dekha hai kuch hosh nahi mujhko har cheez zamane ki har cheez zamane ki nazro se gira di hai zalim teri ankho ne kya cheez pila di hai dil pyaar kare jisse wo dard diya dil ko dil pyaar kare jisse wo dard diya dil ko jalne me maza aaye jalne me maza aaye wo aag laga di hai