SONG: Yun Hans Hans Kar Dekho Na Idhar Nazare Na Sararat Na Kar Baithe - यूँ हंस हंस कर देखो ना इधर नजरे ना सरारत ना कर बैठे

Yun Hans Hans Kar Dekho Na Idhar Nazare Na Sararat Na Kar Baithe - यूँ हंस हंस कर देखो ना इधर नजरे ना सरारत ना कर बैठे

LYRICS:
yu has has kar dekho na idhar najre na najre na sararat kar baithe najre na sararat kar baithe hamko hai ye dar ham ghabrakar tumse na haye tumse na mohabbat kar baithe haye tumse na mohabbat kar baithe ji tumse jab dur se hum par dilwale najro ki kamane fekenge najro ki kamane fekenge kya hamko kisi ka dar hai ji hum to has has kar dekhenge hum to has has kar dekhenge is mahfil me aa is dil me is mahfil me aa is dil me aane ke aa aane ki na jarurat kar baithe aane ki na jarurat kar baithe aane ki na jarurat kar baithe aane ki na jarurat nagan jaisi jalim julfe nagan nagan nagan jaisi jalim julfe dil se na lipat jaye aakar dil se na lipat jaye aakar in kadmo ke dilwalo ne dil fek diye hai ghabrakar dil fek diye hai ghabrakar ye matwali aankhe kali ye matwali aankhe kali hum par na hum par na hukumat kar baithe hum par na hukumat kar baithe hamko hai ye dar ham ghabrakar tumse na haye tumse na mohabbat kar baithe haye tumse na mohabbat kar baithe ji tumse hotho pe laga lije tale hotho hotho hotho pe laga lije tale kuch dam nahi apki bato me kuch dam nahi apki bato me agar hum hasi hai to kya chehre chupa le hatho se kya chehre chupa le hatho se kuch teere najar chal jaye agar kuch teere najar chal jaye agar humse na sikayat kar baithe humse na sikayat kar baithe hamko hai ye dar ham ghabrakar tumse na haye tumse na mohabbat kar baithe haye tumse na mohabbat kar baithe ji tumse hamko hai ye dar hum jhunjhla kar sabki ka marammat kar baithe sabki ka marammat kar baithe