Yun Hai - यूँ है
LYRICS:
yu hai hamare darmiya uljhi saason ki garmiya
yu hai hamare darmiya uljhi saason ki garmiya
suljhane de in uljhano ko saari shaitani aazma le
meri ada mein tu naha le ab to mujhe apna bana haye
yu hai hamare darmiyan uljhi saason ki garmiya
khili khili rangili nashili hu main raja hari bhari
chhu le mujhe yahan se wahan se milegi masti har kahin
suljhane de in uljhano ko saari shaitani aazma le
meri ada mein tu naha le ab to mujhe apna bana haye
yu hai hamare darmiyan uljhi saason ki garmiyan
haye tu kya jaane main hu kya meri khatir aahe bhare sabhi
main hu jawan hoon hasin khushiya dungi tujhko nayi nayi
haye tu kya jaane main hu kya meri khatir aahe bhare sabhi
main hu jawan hoon hasin khushiya dungi tujhko nayi nayi
suljhane de inn uljhano ko saari shaitani aazma le
meri ada mein tu naha le ab to mujhe apna bana
hai hamare darmiyan