SONG: Yun Chaal Chalo Na Matwali - यूँ चाल चलो ना मतवाली

Yun Chaal Chalo Na Matwali - यूँ चाल चलो ना मतवाली

LYRICS:
yu chaal chalo na matvali is dil pe qayaamat aati hai naagin ko bhi dhokhaa hota hai jab zulf teri laharaati hai yu chal chalo na matvali is dil pe qayaamat aati hai shano pe gira do zulfo ko dopahar ki garmi kya shay hai shano pe gira do zulfo ko dopahar ki garmi kya shay hai suraj pe siyahi chha jaye jab zulf teri taubaa tauba jab zulf teri laharaati hai yu chal chalo na matvali is dil pe qayaamat aati hai sab jhuuth hai yu ham pe hansna thik nahi duniyaa ki nazar lag jaayegi yu ham pe hansna thik nahi duniyaa ki nazar lag jaayegi koi phuul samajh kar chuum na le teri hansi vaah vaah jab teri hansi khil jati hai yu chal chalo na matvali is dil pe qayaamat aati hai lo nahi hansate qurbaan nahi ke kahane par aise hi zuba se ha kah do qurbaan nahi ke kahane par aise hi zuba se haa kah do chhotaa saa ye lafz-ae-mohabbat hai tasqin badi allaah tasqin badi mil jaati hai yu chal chalo na matvali is dil pe qayaamat aati hai