SONG: Yu Naa Akadiye Yu Naa Bigadiye - यूँ ना अकड़ीये यूँ ना बिगड़ीये

Yu Naa Akadiye Yu Naa Bigadiye - यूँ ना अकड़ीये यूँ ना बिगड़ीये

LYRICS:
yu na akadiye yu na bigadiye nam bura takrar ka kya jane ho jaye kisi se koi pata nahi pyar ka yu na akadiye yu ma bigadiye nam bura takrar ka kya jane ho jaye kisi se koi pata nahi pyar ka yu na akadiye chahe jitna bacho chahe kitna daro aji aankho ka jadu chalega chahe gussa karo chahe shikwa karega aji dil to kisi din jalega aapka ye garur koi kar dega chur aapka ye garur koi kar dega chur hosh ud jayega mere sarkar ka yu na akadiye yu ma bigadiye nam bura takrar ka kya jane ho jaye kisi se koi pata nahi pyar ka yu na akadiye lahk tan ke chalo lahk ban ke chalo najare to mil ke rahengi hoth dabe raho chahe kuch na kaho aji aankhe to sab kuch kahengi unche sar jhuk gaye kafile ruk gaye unche sar jhuk gaye kafile ruk gaye jadu dekha ji nahi aji didar ka yu na akadiye yu ma bigadiye nam bura takrar ka kya jane ho jaye kisi se koi pata nahi pyar ka yu na akadiye aaj jiski ada nahi jachti jara aji kal dil ko bhane laga jiske halat par nahi karte najar aji pal bhar me aane lagega ye azab hai jaha sab hai mumkin yaha ye azab hai jaha sab hai mumkin yaha dil badalta hai pal bhar me dildar ka yu na akadiye yu ma bigadiye nam bura takrar ka kya jane ho jaye kisi se koi pata nahi pyar ka yu na akadiye