SONG: Yu Na Dekho Meri Jaan - यूँ ना देखो मेरी जान

Yu Na Dekho Meri Jaan - यूँ ना देखो मेरी जान

LYRICS:
yun na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan yun na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan aji bade bhole bante ho, bade bhole bante ho yun na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan ulfat me farhaad aap hai ulfat me farhaad aap hai majnu ke ustaad aap hai, majnu ke ustaad o sharmile baba khaan mithi nazro ke kurbaan o sharmile baba khaan mithi nazro ke kurbaan aji bade bhole bante ho, bade bhole bante ho yun na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan raat hasi aur waqt jawa hai raat hasi aur waqt jawa hai ishq ko do aawaaz kaha hai ishq ko do aawaaz dil me leke sau armaan na sharmaao meri jaan ho dil me leke sau armaan na sharmaao meri jaan aji bade bhole bante ho, bade bhole bante ho yun na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan aisa tumko shaad karenge aisa tumko shaad karenge hazrat humko yaad karenge hazrat humko yaad karenge aaya masti ka tufaan pee lo pee lo meri jaan ho aaya masti ka tufaan pee lo pee lo meri jaan aji bade bhole bante ho, bade bhole bante ho yun na dekho, na dekho na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan aji bade bhole bante ho, bade bhole bante ho yun na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan