Yu Mere Khat Ka Jawab - यु मेरे ख़त का जवाब
LYRICS:
Yu Mere Khat Ka Jawab aaya
Yu Mere Khat Ka Jawab aaya
Yu Mere Khat Ka Jawab aaya
lifafe mein ek gulab aaya
Yu Mere Khat Ka Jawab aaya
lifafe mein ek gulab aaya
Yu Mere Khat Ka Jawab aaya
hawa mein bikhari hai uski khusboo
hawa mein bikhari hai uski khusboo hai uski khusboo
jarur uska adab aaya
jarur uska adab aaya
Yu Mere Khat Ka Jawab aaya
behak na jaye ye dil humara
behak na jaye ye dil humara ye dil humara
gajab ka uspe sabab aaya
gajab ka uspe sabab aaya
Yu Mere Khat Ka Jawab aaya
lifafe mein ek gulab aaya
Yu Mere Khat Ka Jawab aaya
Yu Mere Khat Ka Jawab aaya