SONG: Yu Hi Ulfat Ke Maro Par Ye Duniya Julm Karti Hai - यूँ ही उल्फत के मारों पर ये दुनिया ज़ुल्म करती है

Yu Hi Ulfat Ke Maro Par Ye Duniya Julm Karti Hai - यूँ ही उल्फत के मारों पर ये दुनिया ज़ुल्म करती है

LYRICS:
bata dil ke kafas me jawani ghut ke marti hai yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai jara si jaan hai lekin yaha katil hazaro hai yaha katil hazaro hai jara si jaan hai lekin yaha katil hazaro hai yaha katil hazaro hai koi bedard kya jane ke hampar kya gujarti hai yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai mohabbat me musibat hai ke kudrat ki hakikat hai ye kudrat ki hakikat hai mohabbat me musibat hai ke kudrat ki hakikat hai ye kudrat ki hakikat hai jaha pani barasta hai vaha bijli si girti hai yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai ari pathar ki diwaro mere ashko se mat khelo mere ashko se mat khelo palak bhi dubh jata hai ghata jab aake girti hai yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai bada jalim jamana hai sata le jitna jee chahe sata le jitna jee chahe bada jalim jamana hai sata le jitna jee chahe sata le jitna jee chahe kisi ki kuch nahi chalti ke jab kismat badalti hai yuhi ulfat ke maro par ye duniya julm karti hai ye duniya julm karti hai ye duniya julm karti hai ye duniya julm karti hai