SONG: Yehi Bahar Hai Duniya Ko Bhool Jaane Ki - यही बहार है दुनिया को भूल जाने की

Yehi Bahar Hai Duniya Ko Bhool Jaane Ki - यही बहार है दुनिया को भूल जाने की

LYRICS:
yahi bahar hai, yahi bahar hai yahi bahar hai duniya ko bhul jane ki hai khushi manane ki yahi ghadi hai jawani ki gungunane ki hai ha muskurane ki ye pyare pyare najare ye thandi thandi hawa ye halka halka nasha ye kaali kaali ghatao ki mast mast ada ye koyalo ki sadaa machal ke aa gayi rut mastiya lutane ki yahi bahar hai duniya ko bhul jane ki hai khushi manane ki kali kali se ye bhawre ne muskurake kaha naja mila ke kaha najar se kaam na nikla to gudguda ke kaha gale laga ke kaha kiya hai pyar to, kiya hai pyar to kiya hai pyar to parvah na kar jamane ki hansi udaane ki yahi bahar hai duniya ko bhul jane ki hai khushi manane ki jo tutta hai ruba jo tutta hai ruba usko tut jane de mere shabab ko jee bhar ke geet gane de ha geet gane de mere shabab ko jee bhar ke geet gane de ha geet gane de tadap uthi hai, tadap uthi hai tadap uthi hai tamnnaae jhum jane ki lagi bujhane ki yahi bahar hai duniya ko bhul jane ki khushi manane ki