SONG: Yeh Zindagi Usi Ki Hai Jo Kisi Ka Ho Gaya - Sad Version - ये ज़िंदगी उसी की है जो किसी का हो गया

Yeh Zindagi Usi Ki Hai Jo Kisi Ka Ho Gaya - Sad Version - ये ज़िंदगी उसी की है जो किसी का हो गया

LYRICS:
ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyar hi me kho gaya ye zindagi usi ki hai jo dil yaha na mil sake milenge us jahan me jo dil yaha na mil sake milenge us jahan me khilenge hasrato ke phool ja ke aasman me ye zindagi chali gayi ye zindagi chali gayi jo pyar me toh kya hua ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyar hi me kho gaya ye zindagi usi ki hai sunaegi ye dastan shama mere mazar ki sunaegi ye dastan shama mere mazar ki khiza me bhi khili rahi ye kali anar ki ise mazar mat kaho ise mazar mat kaho ye mahal hai pyar ka ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyar hi me kho gaya ye zindagi usi ki hai ai zindagi ki sham aa ai zindagi ki sham aa tujhe gale lagau mai tujhi me dub jau mai jahan ko bhul jau mai bas ek nazar mere sanam alvida alvida alvida alvida alvida alvida alvida alvida