SONG: Yeh Zindagi Hai (Demo) - ये ज़िंदगी है

Yeh Zindagi Hai (Demo) - ये ज़िंदगी है

LYRICS:
dekhta hai kya tu band aankho se dil ki tujhe kya pata ki paise ke yar yaha sabhi par sabhi jal jayega tutega tera dil yaha par tu samjha nahi ki bikta hai sara pyar yaha par sahi ye jindagi hai samjhe na koi ye jindagi hai samjhe na koi ye jindagi hai kaisi paheli dhundhta hai kya is berang duniya mein rango har chehra yaha hai dhokha fir se purana wahi jo hai tera kal hai kisi aur ka bhi ye tu samjha nahi ki bikta hai sara pyar yaha par sahi ye jindagi hai samjhe na koi ye jindagi hai samjhe na koi ye jindagi hai kaisi paheli kaisi deewano ki bhid hai sab ke sab dil ke fakir paise ke pir yaha par sab tu kya na samjha kabhi dil ke fakir hai sale dil ke fakir yaha par paiso ke pir tu kya na samjha kabhi ye yaha ye jindagi hai samjhe na koi ye jindagi hai samjhe na koi ye jindagi hai kaisi paheli