SONG: Yeh Tanhaiya, Yeh Angdaiya - ये तनहाईयाँ, ये अंगडाईयाँ

Yeh Tanhaiya, Yeh Angdaiya - ये तनहाईयाँ, ये अंगडाईयाँ

LYRICS:
aaja aaja ye tanhayiya ye angadaiya mai hasi tu jawa ye shama fir kaha ye tanhayiya ye angadaiya mai hasi tu jawa ye shama fir kaha hoti hai to hone do ruswayiya ye tanhayiya ye angadaiya mai hasi tu jawa ye shama fir kaha ye tanhayiya ye angadaiya na tumhe khabar na hame khabar ho gaya hai kya mil gayi najar yu jhum ke na tumhe khabar na hame khabar ho gaya hai kya mil gayi najar yu jhum ke masti me hai aaj do parchaiya ye tanhayiya ye angadaiya gaur se suno hai ye raz ka aa rahi hai ye ek awaz kya dur dur dur se gaur se suno hai ye raz ka aa rahi hai ye ek awaz kya dur dur dur se bajti hai jaise kahi sahnaiya ye tanhayiya ye angadaiya rat ye hasi sun ho humnasi rah na jaye hum inme bas kahi yu dub ke rat ye hasi sun ho humnasi rah na jaye hum inme bas kahi yu dub ke uff teri ankho ki ye gahraiya ye tanhayiya ye angadaiya mai hasi tu jawa ye shama fir kaha hoti hai to hone do ruswayiya