SONG: Yeh Sama Hai Pyar Ka - ये समा है ये प्यार का

Yeh Sama Hai Pyar Ka - ये समा है ये प्यार का

LYRICS:
ye sama sama hai ye pyaar ka kisi ke intazar ka dil naa churale kahi mera mausam bahaar ka ye sama sama hai ye pyaar ka kisi ke intazar ka dil naa churaale kahi mera mausam bahaar kaa basane lage aankho mein basane lage aankho mein basane lage aankho mein basane lage aankho mein kuch aise sapne basane lage aankho mein kuch aise sapne koi bulaye jaise naino se apne koi bulaye jaise naino se apne ye sama sama hai ye pyaar ka kisi ke intazar ka dil naa churaale kahi mera mausam bahaar kaa milke khyalo mein hi apne balam se milke khyalo mein hi apne balam se nind gawa li apni maine kasam se maine kasam se ye sama sama hai ye pyaar ka kisi ke intazar ka dil naa churaale kahi mera mausam bahaar kaa mauasam bahaar ka ye sama sama hai khumar ka kisi ke intajar ka dil na churale kahi mera mauasam bahaar ka ye sama sama hai khumar ka kisi ke intajar ka ye sama sama hai ye pyaar ka kisi ke intazar ka dil naa churaale kahi mera mausam bahaar kaa