SONG: Yeh Raat Mohabbat Wali Gujar Na Jaye - ये रात मोहब्बत वाली गुजर ना जायें

Yeh Raat Mohabbat Wali Gujar Na Jaye - ये रात मोहब्बत वाली गुजर ना जायें

LYRICS:
ho ye raat mohabbat wali gujar na jaye na wapas aaye, na aaye re o ye raat mohabbat wali gujar na jaye na wapas aaye, na aaye re o raat mohabbat wali bikhri hai chandni dil ke jahan me kah de tu baat koi chupke se kaan me chupke se kaan me dekh dekh dekh dekh aankho ke darpan me dekh le hoye pyar muskaye gujar na jaye na wapas aaye, na aaye re ho raat mohabbat wali ulfat ki duniya kitni hasin hai neela hai aasma sabka jamin hai sabka jamin hai dekh dekh dekh dekh taaro ki toli me dekh le hoye chand sharmaye gujar na jaye na wapas aaye, na aaye re ho raat mohabbat wali julfo ki chhanv me hans hans ke geet gaa hans hans ke haar ja, hans hans ke jeet ja hans hans ke jeet ja dekh dekh dekh dekh jivan ke mele me dekh le hoye pyas balkhaye gujar na jaye na wapas aaye, na aaye re ho raat mohabbat wali gujar na jaye na wapas aaye, na aaye re ho raat mohabbat wali