SONG: Yeh Raat Guzarne Wali Hai - ये रात गुजरने वाली है

Yeh Raat Guzarne Wali Hai - ये रात गुजरने वाली है

LYRICS:
aajaao tadapte hai armaan aajaao tadapte hai armaan ab raat gujarane wali hai ab raat gujarane wali hai main rou yaha tum chup ho waha ab raat gujarane wali hai ab raat gujarane wali hai ho chand ki rangat udane lagi wo taaro ke din ab dub gaye dub gaye hai dard bhara bechain samaa ab raat gujarane wali hai ab raat gujarane wali hai is chand dole mein aayi najar is chand dole mein aayi najar ye raat ki dulhan chal di kidhar chal di kidhar aawaj to do khoye ho kaha ab raat gujarane wali hai ab raat gujarane wali hai ghabrake najar bhi haar gayi ghabrake najar bhi haar gayi takdeer ko bhi nind aane lagi nind aane lagi tum aate nahi main jaau kaha ab raat gujarane wali hai ab raat gujarane wali hai ab raat gujarane wali hai ab raat gujarane wali hai