SONG: Yeh Raaste Hain Pyar Ke Chalna Sambhal Sambhal Ke - ये रास्ते हैं प्यार के चलना सँभल-सँभलके

Yeh Raaste Hain Pyar Ke Chalna Sambhal Sambhal Ke - ये रास्ते हैं प्यार के चलना सँभल-सँभलके

LYRICS:
ye raste hai pyar ke chalna sambhal sambhal ke ye raste hai pyar ke chalna sambhal sambhal ke yaha lute hai dil ko arma machal machal ke ye raste hai pyar ke chalna sambhal sambhal ke jo is taraf se gujara kabhi laut ke na aaya jo is taraf se gujara kabhi laut ke na aaya aaya to sath apni betabiya bhi laya betabiya hi laya gujregi umar sari pehlu badal badal ke ye raste hai pyar ke chalna sambhal sambhal ke is unjhu man ne jo samjha jisko chirag dil ka is unjhu man ne jo samjha jisko chirag dil ka dekha karib se to nikla vo dag dil ka nikla vo dag dil ka parwana jo banega rah jayega wo jal ke ye raste hai pyar ke chalna sambhal sambhal ke yaha lute hai dil ko arma machal machal ke ye raste hai pyar ke chalna sambhal sambhal ke