SONG: Yeh Peene Waale Bohat Hi Ajeeb Hote Hai - ये पीने वाले बहुत ही अजीब होते है

Yeh Peene Waale Bohat Hi Ajeeb Hote Hai - ये पीने वाले बहुत ही अजीब होते है

LYRICS:
ye peene wale bahut hi ajib hote hai ye peene wale bahut hi ajib hote hai jaha se dur ye khud ke karib hote hai ye peene wale bahut hi ajib hote hai kisi ko pyar mile aur kisi ko rushwai kisi ko pyar mile aur kisi ko rushwai mohabbato ke safar bhi ajib hote hai ye peene wale bahut ajib hote hai mila kisi ko hai kya sochiye amiri se mila kisi ko hai kya sochiye amiri se dilo ke shah to aksar garib hote hai ye peene wale bahut hi ajib hote hai yaha ke logo ki khasiyat ye sab se badi yaha ke logo ki khasiyat ye sab se badi habib lagate hai lekin rakib hote hai ye peene wale bahut hi ajib hote hai jaha se dur ye khud ke karib hote hai ye peene wale bahut hi ajib hote hai