SONG: Yeh Pata Na Chala

Yeh Pata Na Chala

LYRICS:
hui dil haaye kitni khataye mujhko ye pata na chala hui dil haaye kitni khataye mujhko ye pata na chala kis raha par me nikal padi ye me bhul chuki thi sab kuch sare rishte sare naate me chod chuki thi sab kuch toote sapne mere jhute sapne mere khudko tabha kar rahi thi pata chala hui dil haaye kitni khataye mujhko ye pata na chala socha naa tha ye dil lagi kya hogi socha naa tha ye dil lagi kya hogi naa thi khabar ki zindagi kya hogi bina pankh hm ude chule aasma aisi gire ki phir sambhal naa sake ye kaisi fizaye pata naa chala hui dil haaye kitni khataye mujhko ye pata na chala aanjam kaisa ye mujhko mila hai aanjam kaisa ye mujhko mila hai baag aarmano ka khud kuchla hai daulat ka kya kare shohrat ka kya kare raas naa aai is hasrat ka kya kare kab fanna ho gaye hm pata naa chala hui dil haaye kitni khataye mujhko ye pata na chala