SONG: Yeh Mast Nazar Shokh Ada - ये मस्त नजर शोख अदा किसके लिये है

Yeh Mast Nazar Shokh Ada - ये मस्त नजर शोख अदा किसके लिये है

LYRICS:
ye mast najar shokh ada kiske liye hai tum hi kaho na na tum hi kaho arman bhara dil ye tera kiske liye hai tum hi kaho hun tum hi kaho ye mast najar shokh ada kiske liye hai tum hi kaho na na tum hi kaho arman bhara dil ye tera kiske liye hai tum hi kaho na na tum hi kaho ye nain chle kiske liye teer chhupa ke ye nain chle kiske liye teer chhupa ke jo le gaya naino se meri nind chura ke ye husn ki rangin bala kaiske liye hai tum hi kaho na na tum hi kaho arman bhara dil ye tera kiske liye hai tum hi kaho na na tum hi kaho phirte ho pichhe pichhe kyun hum jaye jidhar se punchho na hame punchh lo apni hi najar se phirte ho pichhe pichhe kyun hum jaye jidhar se punchho na hame punchh lo apni hi najar se har roj bahana naya kiske liye hai tum hi kaho hun tum hi kaho ye mast najar shokh ada kiske liye hai tum hi kaho na na tum hi kaho yu hamse baar baar na takrar chahiye yu hamse baar baar na takrar chahiye jine ke liye kuchh to chhedchhad chahiye takrar mein ye pyar chhupa kiske liye hai tum hi kaho hun tum hi kaho ye mast najar shokh ada kiske liye hai tum hi kaho hun tum hi kaho arman bhara dil ye tera kiske liye hai tum hi kaho hun tum hi kaho