SONG: Yeh Kya Hua Mujhko, Lage Duniya Nayi Nayi - ये क्या हुआ मुझको, लागे दुनिया नई नई

Yeh Kya Hua Mujhko, Lage Duniya Nayi Nayi - ये क्या हुआ मुझको, लागे दुनिया नई नई

LYRICS:
ye kya huya mujhko lage duniya nai nai sab kuch badal gaya ya mai hi badal gai ye kya huya mujhko lage duniya nai nai sab kuch badal gaya ya mai hi badal gai ye kya huya ye kya huya aaj pawan jab mujhe chhuye to kanp ke tan man rah jaye aaj to meri sanso se mujhko chandan ki khusabu aaye naina se bhi nazar churau naina itne sharmaye ye kya huya mujhko lage duniya nai nai sab kuch badal gaya ya mai hi badal gayi ye kya huya ye kya huya nachate mor bhi puchh rahe hai kon mila tujhe raho me sari duniya mujhiko dekhe acharaj sab ki nigaho me ambar ne jyu utha liya ho dharti ko baho me ye kya huya mujhko lage duniya nai nai sab kuch badal gaya ya mai hi badal gayi ye kya huya mujhko lage duniya nai nai sab kuch badal gaya ya mai hi badal gayi ye kya huya ye kya huya