SONG: Yeh Kya Ho Raha Hain, Yeh Kyon Ho Raha Hain - ये क्या हो रहा है, ये क्यों हो रहा है

Yeh Kya Ho Raha Hain, Yeh Kyon Ho Raha Hain - ये क्या हो रहा है, ये क्यों हो रहा है

LYRICS:
ye kya ho raha hai ye ho raha hai khwabo mein par lag rahe hai ham aajkal ud rahe hai kiska asar hai ye kya ho raha hai ye ho raha hai hawa hawa badali si lag rahi hai mujhe naya naya lage hai jaha hawa hawa badali si lag rahi hai mujhe naya naya lage hai jaha kaise kahu kya main kahu haal kya hai mera hone lage sapne jawan lamho me rang bhar rahe hai mehke se pal lag rahe hai kiska asar hai ye kya ho raha hai ye ho raha hai chunari jo dhalke hai mere kandhe se jo laga jaise kisi ne mujhako chhua chunari jo dhalke hai mere kandhe se jo laga jaise kisi ne mujhako chhua main kahi hu dil hai kahi bawari se pehle kabhi aisa naa huwa tanhaayiya ga rahi hai madhoshiya chha rahi hai kiska asar hai ye kya ho raha hai ye ho raha hai