SONG: Yeh Kiski Yaad Aa Gayi, Bahar Ban Ke Chha Gayi - ये किसकी याद आ गई, बहार बन के छा गई

Yeh Kiski Yaad Aa Gayi, Bahar Ban Ke Chha Gayi - ये किसकी याद आ गई, बहार बन के छा गई

LYRICS:
ye kiski yaad aa gayi bahar ban ke chha gayi hasin raat ho gayi jawaniyo me kho gayi dil bhi bekarar hai tera intzaar hai tera intzaar hai ye chandni nikhar gayi ye chandni nikhar gayi ye zindagi sanwar gayi gulo ko aa gayi hansi labo pe chha gayi khushi nigaah me khumar hai tera intzaar hai tera intzaar hai sitare muskura diye sitare muskura diye najaare gunguna diye hawa ne jhum jhum kar kaha kali ko chum kar mujhko tujhse pyar hai tera intzaar hai tera intzaar hai