SONG: Yeh Khushi Ka Sama, Zindagi Hai Jawan - ये ख़ुशी का समाँ, ज़िन्दगी है जवाँ

Yeh Khushi Ka Sama, Zindagi Hai Jawan - ये ख़ुशी का समाँ, ज़िन्दगी है जवाँ

LYRICS:
yeh khushi ka sama, jindagi hai jawan aa nigahe milake to dekh, kah rahi hai fija do ghadi musakara, dil ki duniya basa ke to dekh mausam naya aa gaya, lekar fasane naye kehti hai yeh bekudi, ga le tarane naye kehti hai yeh bekudi, ga le tarane naye aankho se masti luta, dil ko machalana sikha aankho se masti luta, dil ko machalana sikha dil ki khushi ke liye, duniya ko too bhul ja yeh khushi ka saman, jindagi hai jawan aa nigahe mila ke to dekh, kah rahi hai fija do ghadi musakara, dil ki duniya basa ke to dekh ulfat ki raho me aa, daman ko rangin bana ulfat ki raho me aa, daman ko rangin bana dil ke jahan ko badal, apna mukaddar jaga yeh khushi ka saman, jindagi hai jawan aa nigahe mila ke to dekh, kah rahi hai fija do ghadi musakara, dil ki duniya basa ke to dekh