SONG: Yeh Khamoshiyan Yeh Sama Ye Taaro Bhara Aasman (Happy) - ये ख़ामोशियाँ ये समाँ ये तारों भरा आसमाँ

Yeh Khamoshiyan Yeh Sama Ye Taaro Bhara Aasman (Happy) - ये ख़ामोशियाँ ये समाँ ये तारों भरा आसमाँ

LYRICS:
ye khamoshiya ye shama ye taro bhara aasma na jaane kidhar le chali haay takdir ki kashtiya ye khamoshiya ye shama ye taro bhara aasma na jaane kidhar le chali haay takdir ki kashtiya hamne samjha jise aasra aankh kholi to ek khwab tha hamne samjha jise aasra aankh kholi to ek khwab tha kya kahe kis tarah lut gaya dil ki raaho me ye karwa ye khamoshiya ye shama ye taro bhara aasma na jaane kidhar le chali haay takdir ki kashtiya hum wahi hai wahi raat hai par na pahli si vo baat hai hum wahi hai wahi raat hai par na pahli si vo baat hai hai chaman ki kali bhi wahi baagba par nahi meharbaan ye khamoshiya ye shama ye taro bhara aasma na jaane kidhar le chali haay takdir ki kashtiya aye mere pyar ki jindagi aarzu ab teri chhod di aye mere pyar ki jindagi aarzu ab teri chhod di aa gale mil ke ho le juda khtam hone lagi daastan aa gale mil ke ho le juda khtam hone lagi daastan