SONG: Yeh Khamoshiya Yeh Tanhaayiya - ये ख़ामोशियाँ ये तन्हाईयाँ

Yeh Khamoshiya Yeh Tanhaayiya - ये ख़ामोशियाँ ये तन्हाईयाँ

LYRICS:
ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan ye khamoshiya ye tanhaiya ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar ye hai barf ke dher ya sangemarmar bana le na kyo apni jannat yaha ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan ye khamoshiya ye tanhaiya ye unche pahado ke magrur saye ye kahate hai unko najar to milaye ye kahate hai unko najar to milaye farishte bhi hai is jagah bejuban ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan ye khamoshiya ye tanhaiya na parda hai koyi, na hai koyi chilman jaha panv rakh de, hai phislan hi phislan jaha panv rakh de, hai phislan hi phislan kadam chhod te ja rahe hai nishan ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan ye khamoshiya ye tanhaiya ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan ye khamoshiya ye tanhaiya, ye khamoshiya ye tanhaiya