SONG: Yeh Kaun Aaj Aaya Savere Savere - ये कौन आज आया सवेरे सवेरे

Yeh Kaun Aaj Aaya Savere Savere - ये कौन आज आया सवेरे सवेरे

LYRICS:
ye kaun aaj aaya savere savere ye kaun aaj aaya savere savere ke dil chauk utha savere savere kaha rup ne chand hain chaudhavi ka kaha rup ne chand hain chaudhavi ka magar chand kaisa savere savere gaya man ka dhiraj badhi bekali bhi gaya man ka dhiraj badhi bekali bhi ye mujhko hua kya ye mujhko hua kya savere savere aate hi ek tarhadar ne dil chhin liya aate hi ek tarhadar ne dil chhin liya dilruba ban ke dildar ne dil chhin liya banki chitwan ke pichhe yaar ne dil chhin liya deke dhokha kisi ayaar ne dil chhin liya aankho me jaadu baato me shola aankho me jaadu baato me shola diya kaisa charkha savere savere diya kaisa charkha savere savere ye kaun aaj aaya savere savere