SONG: Yeh Jo Mohabbat Hai (Reprise) - ये जो मोहब्बत हैं, ये उनका हैं काम

Yeh Jo Mohabbat Hai (Reprise) - ये जो मोहब्बत हैं, ये उनका हैं काम

LYRICS:
ye jo mohabbat hai, ye unka hai kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam ye jo mohabbat hai, ye unka hai kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaaye mit jaaye, ho jaaye badnaam rehne do chhodo bhi jaane do yaar, hum na karenge pyar rehne do chhodo bhi jaane do yaar, hum na karenge pyar aankhe kisi se na ulajh jaaye main darta hu yaaro hasino ki gali se main guzarta hu aankhe kisi se na ulajh jaaye main darta hu yaaro hasino ki gali se main guzarta hu bas dur hi se kar ke salaam ye jo mohabbat hai, ye unka hai kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaaye mit jaaye, ho jaaye badnaam rehne do chhodo bhi jaane do yaar, hum na karenge pyar rehne do chhodo bhi jaane do yaar, hum na karenge pyar