SONG: Yeh Jamin Ruk Jaaye, Aasman Jhuk Jaaye - ये ज़मीं रुक जाये आसमाँ झुक जाये

Yeh Jamin Ruk Jaaye, Aasman Jhuk Jaaye - ये ज़मीं रुक जाये आसमाँ झुक जाये

LYRICS:
ye jamin ruk jaye aasman jhuk jaye tera chehra jab najar aaye ho tera chehra jab najar aaye ye jamin ruk jaye aasman jhuk jaye tera chehra jab najar aaye ho tera chehra jab najar aaye tu ijajat de agar tujhse thoda pyar main kar lu jaan-e-jaan baith mere samne khali dil khali najar bhar lu jaan-e-jaan tu khafa ho jaye, raat abhi ho jaye din tere aanchal mein chhup jaye, chhup jaye ye jamin ruk jaye aasman jhuk jaye tera chehra jab najar aaye ho tera chehra jab najar aaye tu agar kah de mujhe chand bhi le aau jaan-e-jaan, jaan-e-jaan ek tara maang le aasman le aau jaan-e-jaan, jaan-e-jaan yaad tu jab aaye nind bhi le jaye khwabo ke jangal mein chhup jaye, chhup jaye ye jamin ruk jaye aasman jhuk jaye tera chehra jab najar aaye ho tera chehra jab najar aaye ho tera chehra jab najar aaye, ho