SONG: Yeh Hawaye Sanam - ये हवाएँ सनम

Yeh Hawaye Sanam - ये हवाएँ सनम

LYRICS:
ye hawaye sanam ye nazare kah rahe hai ye karke ishare tu ho ja kisi ka ho ja re ye hawaye sanam ye nazare julfo ki chhao pe soja jara khabo ki duniya me kho jara pure kar le apne arman dil ke pyare ye hawaye sanam ye nazare kah rahe hai ye karke ishare kis nashe me ye jahan hai khoya khoya ye sama hai aaj kya hua hai jadu na jane dil kahan hai maine chhodi hai naav tere sahare ye hawaye sanam ye nazare kah rahe hai ye karke ishare aa duniya se begana kar du tujhe bin peelaye hi mastana kar du tujhe raaz dil ke chura lu tere sare ye hawaye sanam ye nazare kah rahe hai ye karke ishare tu ho ja kisi ka ho ja re ye hawaye sanam ye nazare