SONG: Yeh Hawa Yeh Nadee Kaa Kinara - ये हवा ये नदी का किनारा

Yeh Hawa Yeh Nadee Kaa Kinara - ये हवा ये नदी का किनारा

LYRICS:
yeh hawa yeh nadi ka kinara chand taro ka rangin ishara keh raha hai bekhabar ho sake to pyar kar ye sama milega phir na dobara yeh hawa yeh nadi ka kinara chand taro ka rangin ishara keh raha hai bekhabar ho sake to pyar kar ye sama milega phir na dobara yeh hawa yeh nadi ka kinara ye raat dhalne na paaye aane na paye sawera tu bhi utha lambi palke julfo ko maine bikhera ye raat dhalne na paaye aane na paye sawera tu bhi utha lambi palke julfo ko maine bikhera yuhi chanda tale meri naiyya chale teri baho ka leke sahara yeh hawa yeh nadi ka kinara chand taro ka rangin ishara keh raha hai bekhabar ho sake to pyar kar ye sama milega phir na dobara yeh hawa yeh nadi ka kinara aise mile aaj saiyya teri najar meri aankhe dhadakan meri tera dil ho lab ho mere teri baate aise mile aaj saiyya teri najar meri aankhe dhadakan meri tera dil ho lab ho mere teri baate dare kahe ko dil sajna khul ke mil kya karega jamana hamara dare kahe ko dil gori aa khul ke mil kya karega jamana hamara ye hawa ye nadi ka kinara chand taro ka rangin ishara keh raha hai bekhabar ho sake to pyar kar ye sama milega phir na dobara yeh hawa yeh nadi ka kinara