SONG: Yeh Hawa Yeh Ghata Yeh Samaa - ये हवा ये घटा ये समां

Yeh Hawa Yeh Ghata Yeh Samaa - ये हवा ये घटा ये समां

LYRICS:
ye hawa ye ghata ye sama kyu na ho tum pe hum meharba ye hawa ye ghata ye sama kyu na ho tum pe hum meharba phir se bichhde huye dil mile phul phir aarzu ke khile phir se bichhde huye dil mile phul phir aarzu ke khile warna hum the kahan tum kahan kyu na ho tum pe hum meharba ye hawa ye ghata ye sama kyu na ho tum pe hum meharba biti ghadiyo ko aawaz do phir mujhe ishq ka aagaz do biti ghadiyo ko aawaz do phir mujhe ishq ka aagaz do chhed do phir wahi daasta kyu na ho tum pe hum meharba ye hawa ye ghata ye sama kyu na ho tum pe hum meharba pyar se ik najar dekh lo muskura kar idhar dekh lo pyar se ik najar dekh lo muskura kar idhar dekh lo dil ki har aarzu hai jawa kyu na ho tum pe hum meharba ye hawa ye ghata ye sama kyu na ho tum pe hum meharba