SONG: Yeh Hasin Shaam Gardish Me Jaam - ये हसीन शाम गर्दिश में जाम महफ़िल में रंग छया

Yeh Hasin Shaam Gardish Me Jaam - ये हसीन शाम गर्दिश में जाम महफ़िल में रंग छया

LYRICS:
yeh hasin shaam gardish me jaam mehfil me rang chhaaya jo hai dil ka nur uska hujur aakhir salaam aaya yeh hasin shaam gardish me jaam mehfil me rang chhaaya jo hai dil ka nur uska hujur aakhir salaam aaya salaam aaya salaam aaya salaam aaya jaagi umang bajane de chang, behne de rang saaki jaagi umang bajane de chang, behne de rang saaki khusihiyo ka daur chalne de aur hasrat rahe na baaki hai shad sham mehfil tamaam kasid payaam laaya jo hai dil ka nur uska hujur aakhir salaam aaya salaam aaya salaam aaya salaam aaya pehlu nashin abb woh hasin woh mahtaab hoga pehlu nashin abb woh hasin woh mahtaab hoga jiska hijaab jiska shabaab bas laajawaab hoga beikhtiyar hontho pe yaar tera hi naam aaya jo hai dil ka nur uska hujur aakhir salaam aaya salaam aaya salaam aaya salaam aaya