SONG: Yeh Dil Ki Majburiyan Aur Yeh Pyase - ये दिल की मजबूरियाँ और ये प्यासे

Yeh Dil Ki Majburiyan Aur Yeh Pyase - ये दिल की मजबूरियाँ और ये प्यासे

LYRICS:
ye dil ki majburiyan aur ye pyase nain uljhan ki is raat me do dil hain bechain ye dil ki majburiyan puch raha hain chand gagan ka hum kyu hain majbur puch raha hain chand gagan ka hum kyu hain majbur sath hain dono paas hain dono phir bhi kitne dur kis dar ne kis soch ne chhina inka chain ye dil ki majburiyan apni manjil pe aakar bhi kyu ye dil ghabrayein apni manjil pe aakar bhi kyu ye dil ghabrayein dil ghabrayein nind na aaye har aahat chaukaaye anjane is desh me kaate kate na rain ye dil ki majburiyan pyar agar hain paas to batla ae duniya nadan pyar agar hain paas to batla ae duniya nadan tujhme aisa kya hain jispe naaj kare insaan in aasuo ki preet me jab uljhe do nain ye dil ki majburiyan aur ye pyase nain ye dil ki majburiyan