SONG: Yeh Dil Diwana Hua Begana - ये दिल दीवाना हुआ बेगाना

Yeh Dil Diwana Hua Begana - ये दिल दीवाना हुआ बेगाना

LYRICS:
ye dil deewana hua begaana ye dil deewana hua begaana bahutroka bahut toka magar na mana ye dil deewana hua begaana na hai jiska wo to dard purana hai na hai jiska wo to dard purana hai ek ham hi kya dil ko thame sara jamana hai jidhar jaao udhar sun lo yahi afsana ye dil deewana hua begaana pyar ka mausam aaye to dil khil hi jate hai pyar ka mausam aaye to dil khil hi jate hai is mausam mein do deewane mil hi jate hai jaha dekhe koi samma jala kar parwana ye dil deewana hua begaana jab aankho mein khwab banke koi aata hai jab aankho mein khwab banke koi aata hai na jane kyo ye jaha rangin ho jata hai na kuchh soche na kuch samjhe najar mastana ye dil dil deewana hua begana bahut roka bahut toka magar na mana ye dil deewana hua begaana