SONG: Yeh Bebasi Yeh Mera Halezar Dekh To Le, Khada Hu Der Se Ummidawar

Yeh Bebasi Yeh Mera Halezar Dekh To Le, Khada Hu Der Se Ummidawar

LYRICS:
yeh bebasi yeh mera halezar dekh toh le khada hu der se ummidawar dekh toh le khada hu der se ummidawar dekh toh le Fiza ne lut liya,Fiza ne lut liya dil kI aarzu kaa chaman khaa hai ye meri khoyi bahar dekh toh le khaa hai ye meri khoyi bahar dekh toh le khada hu der se ummidawar dekh toh le basi rahe tere mahalo ki chardeewari naa aa sake toh naa aa, ek bar dekh toh le naa aa sake toh naa aa, ek bar dekh toh le khada hu der se ummidawar dekh toh le nya sahar karib hai aur shama bujhanewali hai tadap rha tera bekarar dekh toh le tadap rha tera bekarar dekh toh le khada hu der se ummidawar dekh toh le